Wednesday, January 28, 2015

bas yun hi...

Chadta suraj dekhkar seekha Dhalta suraj kyun hota hai. Bikhre tukdon ko chukar seekha bebaasi ka dard kya hota hai baar baar kuch khone se seekha Paane ka yeh mazaa kya hota hai maazi ki taraf jab palat ke dekha to jaana gir kar uthna ka hunar kya hota hai…

No comments: