Wednesday, April 9, 2008

My daddy strongest

I believed it when I was 6 and still do at 36.
Having coped with loads of downs in life has made me tough, or so I believed…
Till I saw my hero, my papa crumbling under the pain and pressure of being ill
Sach much dukhta hai
Aise thodi na hota hai
Papa ke paas to sab answers hai
To ab kyun yeh doctor aise unhe daant raha hai
Kyun papa apni raub wali awaaz se unhe “takhlia” nahi keh rahe
It’s bloody tough to see your dad get old and eh…weak

3 comments:

Unknown said...

Wonderful! Brought tears to my eyes!

soundcameraction said...

kyon nahi... ek nazar ghar par to doosri aur kaam laane ke liye tadapta hai... khudke ke sir par bhojhaa rakhkar hamari dil mein khushiyaan phalta hai... kyon apne zimmedaariyon ka ehsaas humse kuch duur-duur hi rakhta hai, kya wajah hai kaun hain yeh shaks jisne humein abtak ek hi chath ke neeche bade sambhal ke rakha hai, mahine ke aakhir mein maa to maa hamari bhi jeben bharta hai............. sorry but just felt like adding to it.

Unknown said...

thank you so much sameer
it's lovely
finally badhe ho rahe ho aap!